Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya Lyrics - Shikar


Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya Lyrics from Shikar is Hindi song in the voices of Mahendra Kapoor, Krishna Kalle. Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar Jaikishan. Shikar is a 1968 Hindi movie starring Dharmendra, Asha Parekh and Sanjeev Kumar.

Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya Lyrics - Shikar

Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya Song Detail


Song: Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya
Album: Shikar (1968)
Singer: Mahendra Kapoor, Krishna Kalle
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dharmendra, Asha Parekh, Sanjeev Kumar etc.

Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya Lyrics

Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Ruk gaye aap wafaon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya

Pyar sacha ho to yeh waqt bhi ruk jaata hai
Aasman lakh bhi ubcha rahe jhuk jaata hai
Aapne dil ki duaon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya

Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya

Aa gaye aapke kadmon pe utharkar baadal
Ban gayi mast ghata aapke sar ka aanchal
Aapne sokh fizaon ka asar asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya

Aapke phool se chehre pe hansi bhi aayi
Aaj sau rang liye dil mein khushi bhi aayi
Aapne ishq ki raahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya