Jab Naam-e-Mohabbat Leke Lyrics - Kala Pani
Jab Naam-e-Mohabbat Leke Lyrics from Kala Pani is Hindi song sung by Asha Bhosle. Jab Naam-e-mohabbat Leke song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by Sachin Dev Burman. Kala Pani is a 1958 Hindi movie starring Dev Anand, Madhubala and Nalini Jaywant.
Jab Naam-e-Mohabbat Leke Lyrics
Jab naam-e-mohabbat leke kisi
Nadaan ne daaman phailaya
Jab naam-e-mohabbat leke kisi
Nadaan ne daaman phailaya
Pehlu mein ajab sa dard utha
Palkon pe ek aansu tharraya
Dil baithe baithe bhar aaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Aji chhodo yeh tarana hai purana
Ulfat hai deewano ka fasana
Jee lo jee lo yeh hai jeene ka zamana
Pyar kaisa kahan ki wafa
Aise aise
Aji chhodo yeh tarana hai purana
Ulfat hai deewano ka fasana
Jee lo jee lo yeh hai jeene ka zamana
Pyar kaisa kahan ki wafa
Yaad aayi kisi ki mehki huyi
Saanson ki hawa halki halki
Yaad aayi kisi ki mehki huyi
Saanson ki hawa halki halki
Woh shaam woh rangon ke baadal
Chunri woh meri dhalki dhalki
Ik baat ne kitna tadpaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Aji chhodo yeh tarana hai purana
Ulfat hai deewano ka fasana
Jee lo jee lo yeh hai jeene ka zamana
Pyar kaisa kahan ki wafa
Chhodo chhodo chhodo chhodo
Chhodo chhodo aji chhodo chhodo
Aji chhodo yeh tarana hai purana
Ulfat hai deewano ka fasana
Jee lo jee lo yeh hai jeene ka zamana
Pyar kaisa kahan ki wafa
Duniya se na rakh ummeed-e-wafa
Jab yoon hi kisi ne samjaya
Duniya se na rakh ummeed-e-wafa
Jab yoon hi kisi ne samjaya
Kuchh aur badhi seene ki jalan
Kuchh aur badha gham ka saya
Reh reh ke humein rona aaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Kya kahiye humein kya yaad aaya
Jab Naam-e-Mohabbat Leke Song Detail
Song: Jab Naam-e-Mohabbat Leke
Album: Kala Pani (1958)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Sachin Dev Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Dev Anand, Madhubala, Nalini Jaywant etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana