Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare Lyrics - Kala Pani


Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare Lyrics from Kala Pani is Hindi song sung by Asha Bhosle. Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by Sachin Dev Burman. Kala Pani is a 1958 Hindi movie starring Dev Anand, Madhubala and Nalini Jaywant.

Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare Lyrics - Kala Pani

Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare Song Detail


Song: Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare
Album: Kala Pani (1958)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Sachin Dev Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Dev Anand, Madhubala, Nalini Jaywant etc.

Dil Laga Ke Kadar Gayi Pyare Lyrics

Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke
Poochhe na koyi phirun besahare
Poochhe na koyi phirun besahare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke

Dhin ta dha ta ta ta dha

Boli bole duniya saari
Main to raja tumse haari
Kya karun main naina maari
Kaho na kya karun main naina maari

Koyi kuchh pukare koyi kuchh pukare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke dil laga ke dil laga ke

Dhin ta dha ta ta ta dha

Na koyi sathi na koyi beli
Soun jaagun main akeli
Sooni sejiya sooni haveli
Dekho na sooni sejiya sooni haveli
Yeh socha tha man mein basungi tihare

Dil laga ke kadar gayi pyare Dil laga ke
Poochhe na koyi phirun besahare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke dil laga ke dil laga ke