Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse Lyrics - Dil Ne Pukara


Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse Lyrics from Dil Ne Pukara is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse song lyrics are written by Indeep Bakshi, its music is given by Kalyanji Anandji. Dil Ne Pukara is a 1967 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Rajshree and Sanjay Khan.

Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse Lyrics - Dil Ne Pukara

Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse Song Detail


Song: Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse
Album: Dil Ne Pukara (1967)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Indeep Bakshi
Star Cast: Shashi Kapoor, Rajshree, Sanjay Khan etc.

Humko Hone Laga Hai Pyar Tumse Lyrics

Humko hone laga hai pyar tumse
Humko hone laga hai pyar tumse
Ooi amma ooi amma
Ooi amma ooi amma

Dil ko aane laga karaar tumse
Dil ko aane laga karaar tumse
Priyatama priyatama
Priyatama priyatama

Huye jaate hain hum to deewane
Ho chhede aankhon ne teri afsane

Huye jaate hain hum to deewane
Ho chhede aankhon ne teri afsane

Kiya jaadu yeh teri ada ne wafa ne
Bhanwre bhi ban gaye parwane
Mere dil ne pukara aa aa
Mere dil ne pukara kya kya kya
Humko hone laga hai pyar tumse
Ooi amma ooi amma
Ooi amma ooi amma

Apne kadmon ka bosa hi dede
Hum kab se baithe hain teri raahon mein
Apne kadmon ka bosa hi dede Hum kab se baithe hain teri raahon mein

Kahun kaise machalne laga hai
Yeh dil bhi aane ko teri baahon mein
Mere dil ne pukara aa aa
Mere dil ne pukara kya kya kya
Dil ko aane laga karaar tumse
Priyatama priyatama
Priyatama priyatama

Tanhayi jab dil pe ghir aaye
Tab jaana hum bhi hain tere saudayi
Tanhayi jab dil pe ghir aaye
Tab jaana hum bhi hain tere saudayi

Hum tumse tum humse ho raaji
To bolo ab baajegi kab shehnayi
Mere dil ne pukara aa aa
Mere dil ne pukara kya kya kya
Humko hone laga hai pyar tumse
Ooi amma ooi amma
Ooi amma ooi amma
Dil ko aane laga karaar tumse
Priyatama priyatama
Priyatama priyatama