Ho More Sanware Salone Piya Lyrics - Kanhaiya
Ho More Sanware Salone Piya Lyrics from Kanhaiya is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Ho More Sanware Salone Piya song lyrics are written by Shailendra. Kanhaiya is a 1959 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nutan and Lalita Pawar.
![Ho More Sanware Salone Piya Lyrics - Kanhaiya](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/ho-more-sanware-salone-piya-19330.jpg)
Ho More Sanware Salone Piya Song Detail
Song: Ho More Sanware Salone Piya
Album: Kanhaiya (1959)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar etc.
Ho More Sanware Salone Piya Lyrics
Ho more sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
Humein tarsa na abke baras
Din barkha ke aaye rasiya
Ho more sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
Pake nimbua anaar
Ho jhuke ambua ki daar
Kare papiha pukaar
Piya aaja ek baar
Pake nimbua anaar
Ho jhuke ambua ki daar
Kare papiha pukaar
Piya aaja ek baar
Ho piya aaja ek baar ho
Kaase man ki kahun main batiyan
Maine dil bhi hai tujhko diya
Humein tarsa na abke baras
Din barkha ke aaye rasiya
Ho more sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
Chale nazron ka khel
Ho kahin chori chori mel
Kahin hirni ko choom
Kare hirni kulel
Chale nazron ka khel
Ho kahin chori chori mel
Kahin hirni ko choom
Kare hirni kulel
Kare hirni kulel ho
Gale milne ki rutt aayi re
Yahi gaati chali jaaye nadiya
Humein tarsa na abke baras
Din barkha ke aaye rasiya
Ho more sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
Hawa lehra ke aaye
Ho mori chunri udaye
Jiya dhak dhak mora
Koyi dekh le na haaye
Hawa lehra ke aaye
Ho mori chunri udaye
Jiya dhak dhak mora
Koyi dekh le na haaye
Koyi dekh le na haaye ho
Maine duniya se mukh mod ke
Tere sapnon ko apna liya
Humein tarsa na abke baras
Din barkha ke aaye rasiya
Ho more sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More sanware salone piya
Tose milne ko machle jiya
More sanware salone piya
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor