Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics - Kashmir Ki Kali

Read & sing along Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics from the movie Kashmir Ki Kali - 1964 which is sung by Mohammad Rafi. You can also get other songs & lyrics from Kashmir Ki Kali. Kashmir Ki Kali is a 1964 comedy, musical, romantic Hindi movie starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran, Anoop Kumar and Nazir Hussain. It is produced and directed by Shakti Samanta. Lyrics of Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka song is given below.

Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics - Kashmir Ki Kali

Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Song Detail


Song: Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka
Album: Kashmir Ki Kali (1964)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: O. P. Nayyar
Lyricist: S. H. Bihari
Star Cast: Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran, Anoop Kumar, Nazir Hussain etc.
Director: Shakti Samanta

Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics

Hai duniya usi ki zamana usi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
Hai duniya usi ki zamana usi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka

Luta jo musafir dil ke safar mein
Hai jannat yeh duniya uski nazar mein
Luta jo musafir dil ke safar mein
Hai jannat yeh duniya uski nazar mein

Usi ne hai loota maza zindagi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka

Hai sajde ke kaabil har woh deewana
Ke jo ban gaya ho tasveer-e-jaana
Hai sajde ke kaabil har woh deewana
Ke jo ban gaya ho tasveer-e-jaana
Karo ehtram uski deewangi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka

Barbaad hona jiski adaa ho
Dard-e-mohabbat jiski dawa ho
Barbaad hona jiski adaa ho
Dard-e-mohabbat jiski dawa ho
Satayega kya gham use zindagi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka
Hai duniya usi ki zamana usi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka