Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya Lyrics - Bazaar
Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya Lyrics from Bazaar is sung by Lata Mangeshkar and written by Mir Taqi Mir. Music of Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya is composed by Khayyam. Bazaar is a 1982 Hindi movie starring Naseeruddin Shah, Supriya Pathak and Smita Patil.
Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya Lyrics
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi judaa kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Dikhai diye yun
Jabhi sajda karte hi karte gayi..
Jabhi sajda karte hi karte gayi
Haq-e-bandagi hum adaa kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi judaa kar chale
Dikhai diye yun
Parastish kiya tak ke aye butt tujhe
Parastish kiya tak ke aye butt tujhe
Nazar mein sabhon ki Khuda kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi judaa kar chale
Dikhai diye yun
Bahut aarzu thi gali ki teri
Bahut aarzu thi gali ki teri
So aas-e-lahu mein naha kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi judaa kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Dikhai diye yun
Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya Song Detail
Song: Dikhai Diye Yun Ke Bekhud Kiya
Album: Bazaar (1982)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Khayyam
Lyricist: Mir Taqi Mir
Star Cast: Naseeruddin Shah, Supriya Pathak, Smita Patil etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana