Buddhu Pad Gaya Palle Lyrics - Anhonee




Buddhu Pad Gaya Palle Lyrics from Anhonee is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Buddhu Pad Gaya Palle song lyrics are written by Verma Malik, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Anhonee is a 1973 Hindi movie starring Sanjeev Kumar, Satyen Kappu and Asrani.

Buddhu Pad Gaya Palle Lyrics

Buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ki mera zor na chale
Ho beeti jaaye barakha ki raat

Baadal barse haaye haaye
Mera man tarse haaye haaye
Baadal barase haaye haaye
Mera man tarse haaye haaye
Haaye haaye haaye haaye
Aag lagaye barsaat

Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ki mera zor na chale
Ho beeti jaaye barakha ki raat
Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle

Main tujhpe jaan lutayi
Main tujhse preet lagayi
Main apna samjha tujhko
Hai nikla tu harjayi


Main tujhpe
Main tujhpe jaan lutayi
Main tujhse preet lagayi
Main apna samjha tujhko
Hai nikla tu harjayi
Dekh teri aankhon mein
Ek hoon main lakhon mein
Baaton mein taali meri baat

Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ki mera zor na chale
Ho beeti jaaye barakha ki raat
Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle

Mujhe poora yakeen hai
Tera dil aur kahin hai
Bata de aaj itna
Ke mujhmein kya kami hai

Mujhe mujhe poora yakeen hai
Tera dil aur kahin hai
Bata de aaj itna
Ke mujhmein kya kami hai
Poochhe nahi haal kare na khayal
Poochhe nahi haal kare na khayal
Par samjhe hai saari baat

Buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ki mera zor na chale
Ho beeti jaaye barakha ki raat

Baadal barse haaye haaye
Mera man tarse haaye haaye
Baadal barase haaye haaye
Mera man tarse haaye haaye
Haaye haaye haaye haaye
Aag lagaye barsaat

Buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle
Ho buddhu pad gaya palle
Palle mere pad gaya palle




Buddhu Pad Gaya Palle Song Detail


Song: Buddhu Pad Gaya Palle
Album: Anhonee (1973)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Verma Malik
Star Cast: Sanjeev Kumar, Satyen Kappu, Asrani etc.