Bardaasht Nahi Kar Sakta Lyrics - Humraaz


Bardaasht Nahi Kar Sakta Lyrics from Humraaz is sung by Kay Kay and Sunidhi Chauhan. Bardaasht Nahi Kar Sakta song lyrics are written by Sudhakar Sharma while its music is given by Himesh Reshammiya. Humraaz is a 2002 Hindi movie starring Bobby Deol, Akshaye Khanna and Ameesha Patel.

Bardaasht Nahi Kar Sakta Lyrics - Humraaz

Bardaasht Nahi Kar Sakta Song Detail


Song: Bardaasht Nahi Kar Sakta
Album: Humraaz (2002)
Singer: Kay Kay, Sunidhi Chauhan
Musician: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sudhakar Sharma
Star Cast: Bobby Deol, Akshaye Khanna, Ameesha Patel etc.

Bardaasht Nahi Kar Sakta Lyrics

Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din tere bin

Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din tere bin

Yeh ishq vishq to yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai lakhon sawaal

Yeh ishq vishq to yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai lakhon sawaal

Kahin khwab yeh dikhata hai
Kahin dard yeh jagata hai
Yeh mushkilein badhata hai
Jannat bhi yeh dikhata hai
Jannat se door jayein kahan
Jayein kahan jayein kahan

Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din tere bin

Bardaasht bardaasht bardaasht
Bardaasht bardaasht bardaasht

Jo na ho aarzu to aashqui hai kya
Jo sanam na mile to zindagi hai kya
Jo na ho aarzu to aashqui hai kya
Jo sanam na mile to zindagi hai kya

Yeh aashqui lubhati hai
Lekin bada satati hai
Nazdeekiyan yeh laati hai
Kabhi dooriyan badhati hai
Mit jaane do yeh dooriyan
Yeh dooriyan yeh dooriyan

Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din tere bin