Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics - Humraaz
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics from Humraaz is sung by Udit Narayan and Alka Yagnik. Dil Ne Kar Liya Aitbaar song lyrics are written by Sudhakar Sharma while its music is given by Himesh Reshammiya. Humraaz is a 2002 Hindi movie starring Bobby Deol, Akshaye Khanna and Ameesha Patel.
![Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics - Humraaz](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/dil-ne-kar-liya-aitbaar-17818.jpg)
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Song Detail
Song: Dil Ne Kar Liya Aitbaar
Album: Humraaz (2002)
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Musician: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sudhakar Sharma
Star Cast: Bobby Deol, Akshaye Khanna, Ameesha Patel etc.
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Mauka dil ne diya hi nahi
Pyar hua kab pata nahi
Banke mukaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Le jaa dil pardesi
Le jaa dil pardesi
Chain ho tum aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subah-o-shaam ho tum
Jaan meri pehchan ho tum
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor