Balam Pichkari Lyrics - Yeh Jawani Hai Deewani


Balam Pichkari Lyrics from Yeh Jawani Hai Deewani is Hindi song featuring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone. It is in the voices of Vishal Dadlani, Shalmali Kholgade. Balam Pichkari song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya and music is given by Pritam Chakraborty. Yeh Jawani Hai Deewani is a 2013 Hindi movie starring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone and Aditya Roy Kapur.

Balam Pichkari Lyrics - Yeh Jawani Hai Deewani

Balam Pichkari Song Detail


Song: Balam Pichkari
Album: Yeh Jawani Hai Deewani (2013)
Singer: Vishal Dadlani, Shalmali Kholgade
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Star Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapur etc.

Balam Pichkari Lyrics

Itna maza kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Itna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaaya
Ho teri malmal ki kurti gulaabi ho gayi
Ye chali chaal kaise nawaabi ho gayi
Ooh

Balam pichkari jo tune mujhe maari
To seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke jo tune mara thumka

To lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
To seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke jo tune mara thumka
To lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Hey hey hey hey

Kyun 'no-vacancy' ki hothon pe gaali hai
Jab ke tere dil ka kamra to khaali hai
Mujhko pata hai re kya chaahata hai tu
Boli bhajan teri, neeyat kawwaali hai
Zulmi yeh haazir jawaabi ho gayi
Tu to har taale ki aaj chabhi ho gayi Ooh

Balam pichkari jo tune mujhe maari
To seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke jo tune mara thumka
To lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
To seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehen ke jo tune mara thumka
To lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Haan bole re zamana kharaabi ho gayi
Haan bole re zamana kharaabi ho gayi



More Lyrics From Yeh Jawani Hai Deewani