Kabira Lyrics - Yeh Jawani Hai Deewani | Ranbir Kapoor
Kabira Lyrics from Yeh Jawani Hai Deewani starring Ranbir Kapoor is Hindi song sung by Rekha Bhardwaj, Tochi Raina and music is given by Pritam Chakraborty. Kabira song lyrics are written by Kumaar. Yeh Jawani Hai Deewani is a 2013 Hindi movie starring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone and Aditya Roy Kapur.

Kabira Song Detail
Song: Kabira
Album: Yeh Jawani Hai Deewani (2013)
Singer: Rekha Bhardwaj, Tochi Raina
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Kumaar
Star Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapur etc.
Kabira Lyrics
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaanv
Kaise teri khudgarzi
Kisi thaur tike na paanv
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaanv
Kaise teri khudgarzi
Kisi thaur tike na paanv
Ban liya apna paigambar
Tair liya saat samandar
Kyon reh gaya
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aaja tujhko pukarein
Teri parchhaiyan
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aisa tu hai mere mohi
Kaisa harjaiya
Tooti chaarpayi wohi
Thandi purwai rasta dekhe
Doodhon ki malayi wohi
Mitti ki surahi rasta dekhe
Kaisi teri khudgarzi
Lab naamak rame na mishri
Kaisi teri khudgarzi
Tujhe preet purani bisri
Mast maula mast kalandar
Tu hawa ka ek bavandar
Bujh ke yun andar hi andar
Kyon reh gaya
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aaja tujhko pukarein
Teri parchhaiyan
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aisa tu hai mere mohi
Kaisa harjaiya