Aye Mere Deewane Dil Lyrics - Baghavat
Aye Mere Deewane Dil Lyrics from Baghavat is Hindi song sung by Asha Bhosle. Aye Mere Deewane Dil song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Baghavat is a 1982 Hindi movie starring Dharmendra, Reena Roy and Hema Malini.
Aye Mere Deewane Dil Lyrics
Aaj mohabbat degi imtehaan bhi
Dil hi nahi hum de sakte hain jaan bhi
Aye mere deewane dil
Aye mere deewane dil
Kurbaan tere ho jaungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Nachungi main gaaungi
Mere sath huye hain dhokhe
Mere sath huye hain dhokhe
Aaj na koyi mujhko roke
Aansu mere kaam na aaye
Aansu mere kaam na aaye
Dekh liya maine ro roke
Aaj kaleja cheer ke apna
Apne zakham dikhaungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Nachungi main gaaungi
Kismat mere sath nahi hai
Mere bas ki baat nahi hai
Kitni bhi kamzor sahi par
Buzdil aurat jaat nahi hai
Kitni bhi kamzor sahi par
Buzdil aurat jaat nahi hai
Ek akeli aaj main saari
Duniya se takraungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Jab tak ghunghroo toot na jayein
Toot na jayein
Aye Mere Deewane Dil Song Detail
Song: Aye Mere Deewane Dil
Album: Baghavat (1982)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Reena Roy, Hema Malini etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana