Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana Lyrics - Baghavat
Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana Lyrics from Baghavat is Hindi song sung by Rajeshwari Datta. Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Baghavat is a 1982 Hindi movie starring Dharmendra, Reena Roy and Hema Malini.
Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana Lyrics
Hey moti
Yeh apna yarana bhool nahin jana
Yeh apna yarana bhool nahin jana
O ho ho oh mere bachpan ke sathi
Oh mere hathi ou
Yeh apna yarana bhool nahin jana
O ho ho oh mere bachpan ke sathi
Oh mere hathi ou
Yeh apna yarana
Tu mujhpe marta hai
Pyaar mujhe karta hai
Tu mujhpe marta hai
Pyaar mujhe karta hai
Sab tujhse darte hain
Lekin tu mujhse darta hai
Tu mera deewana hai
Main hoon tera deewana ou
Yeh apna yarana bhool nahin jana
Yeh apna yarana
Milkar hum tum khelein
Dekhein jeevan mele
Milkar hum tum khelein
Dekhein jeevan mele
Aisa na ho bichhad ke hum
Reh jayein kabhi akele
Aisa na ho bichhad ke hum
Reh jayein kabhi akele
Aisa ho bhi jaaye to na toote
Pyaar purana ou
Yeh apna yarana bhool nahin jana
O ho ho oh mere bachpan ke sathi
Oh mere hathi ou
Yeh apna yarana bhool nahin jana ou
Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana Song Detail
Song: Yeh Apna Yarana Bhool Nahin Jana
Album: Baghavat (1982)
Singer: Rajeshwari Datta
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Reena Roy, Hema Malini etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana