Apne Khatir Jeena Hai Lyrics - Dhool Ka Phool


Apne Khatir Jeena Hai Lyrics from Dhool Ka Phool is Hindi song in the voices of Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra. Apne Khatir Jeena Hai song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by Datta Naik. Dhool Ka Phool is a 1959 Hindi movie starring Rajendra Kumar, Mala Sinha and Nanda.

Apne Khatir Jeena Hai Lyrics - Dhool Ka Phool

Apne Khatir Jeena Hai Song Detail


Song: Apne Khatir Jeena Hai
Album: Dhool Ka Phool (1959)
Singer: Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra
Musician: Datta Naik
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Rajendra Kumar, Mala Sinha, Nanda etc.

Apne Khatir Jeena Hai Lyrics

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Jinko jag ki chinta hai
Wog jag ka dukh jhelenge

Hum sadkon par nachenge
Footpathon par khelenge
Samjhe mere bhai hain

Jinko jag ki chinta hai
Wog jag ka dukh jhelenge
Hum sadkon par nachenge
Footpathon par khelenge
Unko aahein bharne do
Jinko aahein bharna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai Apne ko kya karna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Pyaar ki bhiksha maangi to
Logon ne dhutkaar diya
Aakhir humne duniya ko
Boot ki nok se maar diya
Arre very very good yaar

Arre pyaar ki bhiksha maangi to
Logon ne dhutkaar diya
Aakhir humne duniya ko
Boot ki nok se maar diya
Yunhi umar guzarna thi
Yunhi umar guzarna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne jaise befikre
Aur nahi is basti mein
Duniya gham mein doobi hai
Hum dube hain masti mein
Kya samjhe mere bhai

Apne jaise befikre
Aur nahi is basti mein
Duniya gham mein doobi hai
Hum dube hain masti mein
Jeena hai to jeena hai
Marna hai to marna hai

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai haan

Arre apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai