Andaz Mera Mastana Lyrics - Dil Apna Aur Preet Parai


Andaz Mera Mastana Lyrics from Dil Apna Aur Preet Parai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Andaz Mera Mastana song lyrics are written by Shailendra. Dil Apna Aur Preet Parai is a 1960 Hindi movie starring Raaj Kumar, Meena Kumari and Nadira.

Andaz Mera Mastana Lyrics - Dil Apna Aur Preet Parai

Andaz Mera Mastana Song Detail


Song: Andaz Mera Mastana
Album: Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Raaj Kumar, Meena Kumari, Nadira etc.

Andaz Mera Mastana Lyrics

Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara soch ke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana

Ke hum bhi jawan hain
Sama bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai

Andaz mera mastana

Maange dil ka nazrana
Zara soch ke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana

Ke hum bhi jawan hain
Sama bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai

Pyaar ki kitaab hoon main
Sach hoon phir bhi khwaab hoon main
Dekh kar suroor aaye
Woh ajab sharaab hoon main Main hoon jawani ka
Rageen tarana rageen tarana

Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara soch ke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana

Ke hum bhi jawan hain
Sama bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai

Tujhko meri justuju hai
Mujhko teri aarzu hai
Mere dil ka aaina tu
Dil ke aaine mein tu hai
Humse hi roshan hai
Saara zamana saara zamana

Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara soch ke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana

Ke hum bhi jawan hain
Sama bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai

Main kidhar hoon tu kahan hai
Yeh zameen ya aasmaan hai
Mere tere pyaar ki yeh
Kya ajeeb daastaan hai
Meetha sa yeh dard bhi
Hai suhana dard suhana

Andaz mera mastana
Maange dil ka nazrana
Zara soch ke aankh milana
Ho jaaye na tu deewana

Ke hum bhi jawan hain
Sama bhi jawan hai
Na phir humse kehna
Mera dil kahan hai
Mera dil kahan hai