Ajeeb Dastan Hai Yeh Lyrics - Dil Apna Aur Preet Parai
Ajeeb Dastan Hai Yeh Lyrics from Dil Apna Aur Preet Parai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Ajeeb Dastan Hai Yeh song lyrics are written by Shailendra. Dil Apna Aur Preet Parai is a 1960 Hindi movie starring Raaj Kumar, Meena Kumari and Nadira.
Ajeeb Dastan Hai Yeh Lyrics
Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzilein hain kaun si
Na woh samajh sake na hum
Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzilein hain kaun si
Na woh samajh sake na hum
Yeh roshni ke sath kyun
Dhuan utha chiraag se
Yeh roshni ke sath kyun
Dhuan utha chiraag se
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzilein hain kaun si
Na woh samajh sake na hum
Mubarakein tumhein ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Mubarakein tumhein ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sabse door ho gaye
Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzilein hain kaun si
Na woh samajh sake na hum
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaoge
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzilein hain kaun si
Na woh samajh sake na hum
Ajeeb Dastan Hai Yeh Song Detail
Song: Ajeeb Dastan Hai Yeh
Album: Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Raaj Kumar, Meena Kumari, Nadira etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana