Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Lyrics - An Evening In Paris Title Song


Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Lyrics from An Evening In Paris (1967): This is a lovely song from An Evening In Paris starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, K N Singh and Rajendra Nath. It is sung by Mohammad Rafi and composed by Shankar and Jaikishan. An Evening In Paris is a 1967 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore and K N Singh.

Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Lyrics - An Evening In Paris Title Song

Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Song Detail


Song: Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega
Album: An Evening In Paris (1967)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, K N Singh etc.

Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Lyrics

Aji aisa mauka phir kahan milega
Hamare jaisa dil kahan milega
Aao tumko dikhlata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris x (2)

Dekho yeh pariyon ki toli
Meethi meethi jinki boli
Kya kya dil par rang jamaaye
Jalwon ki yeh aankh micholi

Dekho yeh pariyon ki toli
Meethi meethi jinki boli
Kya kya dil par rang jamaaye
Jalwon ki yeh aankh micholi
Aji aisa mauka phir kahan milega
Hamare jaisa dil kahan milega
Aao tumko dikhlata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Hathon mein hathon ko daale
Phirte hain aashiq niraale Dhoondo yahan tum bhi sathi
Mil jaayenge husn waale
Hathon mein hathon ko daale
Phirte hain aashiq niraale
Dhoondo yahan tum bhi sathi
Mil jaayenge husn waale
Aji aisa mauka phir kahan milega
Hamare jaisa dil kahan milega
Aao tumko dikhlata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raahon se aaj ghuzar lo
Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raahon se aaj ghuzar lo

Aji aisa mauka phir kahan milega
Hamare jaisa dil kahan milega
Aao tumko dikhlata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris x (2)