Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics - Veer Zaara


Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics from Veer Zaara: Aaya Tere Dar Par Deewana is a beautiful hindi song from 2004 bollywood film Veer Zaara. This song is composed by Madan Mohan. Ahmed Hussain, Mohd Hussain, Mohd Vakil and Javed Hussain has sung this song. Its lyrics are written by Javed Akhtar. We also have 'Aaya Tere Dar Par Deewana Video' for you. Veer Zaara is a 2004 Hindi movie starring Shah Rukh Khan, Rani Mukerji and Preity Zinta.

Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics - Veer Zaara

Aaya Tere Dar Par Deewana Song Detail


Song: Aaya Tere Dar Par Deewana
Album: Veer Zaara (2004)
Singer: Ahmed Hussain, Mohd Hussain, Mohd Vakil, Javed Hussain
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Shah Rukh Khan, Rani Mukerji, Preity Zinta etc.

Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics

Jo bandishein thi zamane ki
Tod aaya hoon
Main tere vaaste
Duniya ko chhod aaya hoon

Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya ho aaya aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Tera deewana tera deewana

Tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Tera deewana tera
Tera deewana deewana
Tera deewana tera
Tera deewana
Tera deewana tera deewana
Tera deewana

Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Yeh hai tera hi saudayi Yeh hai tera hi shaidayi
Yeh hai tera hi saudayi
Yeh hai tera hi shaidayi
Tere ishq mein hai ise mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Tera jalwa jo paun
Main har gham bhool jaun
Tera jalwa jo main paun
Main to har gham bhool jaun
Yeh aansu jo hain behte
Bas itna hain yeh kehte
Kahan tu aur kahan main
Paraya hoon yahan main

Aa karam itna agar ho
Ke mujh par ik nazar ho
Karam itna agar ho
Ke mujh par ik nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon
Main zindagi haar doon main
Jaise shamma pe marta hai parwana

Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya aa aa

Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera aa

Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Aaya tere dar par deewana
Deewana deewana

Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana

Yeh sitam ka rivaj kyun hai
Jaisa hai yeh samaj kyun hai
Yeh duniya ki hain rasmein
Main hoon ab inke bas mein
Yeh jo duniya ki hain rasmein
Main hoon ab inke hi bas mein

Na poochho kya gila hai
Mujhe gham kyun mila hai
Tumhein main kya bataun
Mohabbat jurm hai kyun

Koyi rota hai kyun
Aaisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjana

Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Yeh kis maahol mein hum hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kise apna kahein kise begana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aa aa

Aaya kis mod pe mera afsana
Aaya kis mod pe mera afsana
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Aaya kis mod pe
Afsana afsana afsana

Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana