Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Lyrics - Shaan

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Lyrics from Shaan: Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon is a beautiful hindi song from 1980 bollywood film Shaan. This song is composed by R. D. Burman. Mohammad Rafi has sung this song. Its lyrics are written by Anand Bakshi. Shaan is a 1980 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Rakhee and Shashi Kapoor.

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Lyrics - Shaan

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Song Detail

Song: Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon
Album: Shaan (1980)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Rakhee, Shashi Kapoor etc.

Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Lyrics

Ya ali..

Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera, kya?
Ho.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon

Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera
Sabki khabar rakhta hoon

Ho.. naam abdul hai mera
Sabki khabar rakhta hoon

Sar kisi ke samne jhuk jaaye mera
Yeh mujhe manzoor nahi
Aa pade waqt to mohtaaj sahi
Par main majboor nahin

Sar kisi ke samne jhuk jaaye mera
Yeh mujhe manzoor nahi
Aa pade waqt to mohtaaj sahi
Par main majboor nahin
Jaan par khel jaaoon
Main woh jigar rakhta hoon Jaan par khel jaaoon
Main woh jigar rakhta hoon
Naam abdul hai mera, kya?
Haan.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon

Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Ho.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon

Kisne liya kisne diya
Kisne kahan maal chhupa rakha hai
Maine is dil mein sari duniya ka
Haal chhupa rakha hai

Kisne liya kisne diya
Kisne kahan maal chhupa rakha hai
Maine is dil mein sari duniya ka
Haal chhupa rakha hai
Bol sakta hoon zubaan band magar rakhta hoon

Ya ali...