Aapne Yaad Dilaya To Mujhe Yaad Aaya Lyrics - Aarti




Aapne Yaad Dilaya To Mujhe Yaad Aaya Lyrics of Aarti (1962) is penned by Majrooh Sultanpuri, it's composed by Roshan and sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar. Aarti is a 1962 Hindi movie starring Ashok Kumar, Pradeep Kumar and Meena Kumari.

Aapne Yaad Dilaya To Mujhe Yaad Aaya Lyrics

Aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya
Aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada tha koi gham ka saya
Aapne yaad dilaya

Main bhi kya cheez hoon khaya tha kabhi teer koi
Dard ab ja ke utha chot lage deir huyi
Tumko humdard jo paya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada tha koi gham ka saya
Aapne yaad dilaya

Main zameen par hoon na samjha
Na parakhna chaha
Aasman par yeh kadam jhoom ke rakhna chaha
Aaj jo sar ko jhukaya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada tha koi gham ka saya
Aapne yaad dilaya

Maine bhi soch liya sath nibhane ke liye
Door tak aaungi main tumko manane ke liye
Dil ne ehsaas dilaya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada tha koi gham ka saya
Aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya
Aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya




Aapne Yaad Dilaya To Mujhe Yaad Aaya Song Detail


Song: Aapne Yaad Dilaya To Mujhe Yaad Aaya
Album: Aarti (1962)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Roshan
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Ashok Kumar, Pradeep Kumar, Meena Kumari etc.


More Lyrics From Aarti
Ab Kya Misaal Doon Main - Aarti
Ab Kya Misaal Doon Main