Hona Hai Kya Lyrics - Talaash


Hona Hai Kya Lyrics from Talaash is sung by Ram Sampath. Hona Hai Kya song lyrics are written by Javed Akhtar while its music is given by Ram Sampath. Talaash is a 2012 Hindi movie starring Aamir Khan, Rani Mukerji and Kareena Kapoor.

Hona Hai Kya Lyrics - Talaash

Hona Hai Kya Song Detail


Song: Hona Hai Kya
Album: Talaash (2012)
Singer: Ram Sampath
Musician: Ram Sampath
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Aamir Khan, Rani Mukerji, Kareena Kapoor etc.

Hona Hai Kya Lyrics

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Jo bhi hain khushiyan
Unke hi saaye mein gham hai

Haan jo muskuraaye
Unki bhi to aankhein nam hain
Koi jaaye kahaan?
Hogi yehi zameen
Aur yehi aasman

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Jo baat bhi hai
Usmein sau maane chhupe hain
Haan chehron ke peechhe Kitne hi chehre chhupe hain
Dhokhe ka hai dhuan
Dhundhla-dhundhla sa hai
Aankhon mein har sama

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke.. is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke.. is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?



More Lyrics From Talaash