Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai Lyrics - Avtaar


Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai Lyrics from Avtaar is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar. Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Avtaar is a 1983 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Shabana Azmi and Sujit Kumar.

Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai Lyrics - Avtaar

Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai Song Detail


Song: Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai
Album: Avtaar (1983)
Singer: Alka Yagnik, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Shabana Azmi, Sujit Kumar etc.

Zindagi Mauj Udane Ka Naam Hai Lyrics

Tara ram tara ram
Tu turu turu turu

Zindagi mauj udane ka naam hai
Zindagi yaaron ki jawani ka naam hai
Jaam hai payam hai
Zindagi tara ram tara ram
Tu turu turu turu

Zindagi mauj udane ka naam hai
Zindagi yaaron ki jawani ka naam hai
Jaam hai payam hai

Zindagi

Nahi nahi yeh zindagi
To mehnaton ka naam hai
Nahi nahi yeh zindagi
To mehnaton ka naam hai

Waqt hai bohat hi kam
Aur bada kaam hai
Waqt hai bohat hi kam
Aur bada kaam hai
Zindagi

Ho jitne khushiyon ke sapne hain
Yaaron woh saare apne hain Jitne khushiyon ke sapne hain
Yaaron woh saare apne hain
Gham to kisi begane ka naam hai
Jaam hai payam hai zindagi

Kaisa yeh riwaj hai
Duniya ki saraye mein
Kaisa yeh riwaj hai
Duniya ki saraye mein

Ped jala dhoop mein
Log baithe saaye mein
Ped jala dhoop mein
Log baithe saaye mein
Zindagi

Hak pyar ka aaj ada kar doon
Tujh pe jaan fida kar doon
Hak pyar ka aaj ada kar doon
Tujh pe jaan fida kar doon
Ho jeena yoon hi mar jaane naam hai
Jaam hai payam hai zindagi

Marta hai aadmi sau bar janam leta hai
Marta hai aadmi sau bar janam leta hai
Himmat ki kokh se avtaar janam leta hai
Himmat ki kokh se avtaar janam leta hai
Zindagi