Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise Lyrics - Baharon Ke Sapne




Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise Lyrics from Baharon Ke Sapne is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by R D Burman. Baharon Ke Sapne is a 1967 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Asha Parekh and Premnath.

Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise Lyrics

Zamane ne maare jawan kaise kaise
Zamane ne maare jawan kaise kaise
Zamin kha gayi aasman kaise kaise
Zamane ne maare jawan kaise kaise

Pale the jo kal rang mein phool mein
Kahin kho gaye raah ki dhool mein
Pale the jo kal rang mein phool mein
Kahin kho gaye raah ki dhool mein
Huye darbadar karwan kaise kaise

Zamane ne maare jawan kaise kaise
Zamin kha gayi aasman kaise kaise
Zamane ne maare jawan kaise kaise

Hazaron ke tan jaise sheeshe hon choor
Jala dhoop mein kitni aankhon ka noor
Hazaron ke tan jaise sheeshe hon choor
Jala dhoop mein kitni aankhon ka noor
Hai chehron pe gham ke nishaan kaise kaise

Zamane ne maare jawan kaise kaise
Zamin kha gayi aasman kaise kaise
Zamane ne maare jawan kaise kaise

Lahu ban ke behte woh aansu tamaam
Ki hoga inhi se bahaaron ka naam
Lahu ban ke behte woh aansu tamaam
Ki hoga inhi se bahaaron ka naam
Banenge abhi aashiyan kaise kaise

Zamane ne maare jawan kaise kaise
Zamin kha gayi aasman kaise kaise
Zamane ne maare jawan kaise kaise




Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise Song Detail


Song: Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise
Album: Baharon Ke Sapne (1967)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Rajesh Khanna, Asha Parekh, Premnath etc.