Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata Lyrics - Zamana Deewana


Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata Lyrics from Zamana Deewana: Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata is a beautiful hindi song from 1995 bollywood film Zamana Deewana. This song is composed by Nadeem and Shravan. Alka Yagnik and Abhijeet has sung this song. Its lyrics are written by Sameer. Zamana Deewana is a 1995 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Jeetendra and Raveena Tandon.

Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata Lyrics - Zamana Deewana

Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata Song Detail


Song: Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata
Album: Zamana Deewana (1995)
Singer: Alka Yagnik, Abhijeet
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Shahrukh Khan, Jeetendra, Raveena Tandon etc.

Zamaane Ko Ab Tak Nahin Hai Pata Lyrics

Zamane ko ab tak nahin hai pata
Agar ho gayi humse koi khata
Kahin shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga
Zamane ko ab tak nahin hai...

Dekh na aisi nazaron se bechain dil ghabrata hai
Bin tujhe dekhe dil par ab chain kahin na aata hai
Chhodo shararat karna aise mohabbat kar na
Thoda behak jaane do nazdeek to aane do
Deewane zara mujhko itna bata
Agar ho gayi humse koi...

Kyun karein na pyaar hum mauka bhi hai tanhaai bhi
Dhadkanein betaab hain mausam bhi hai angdayi bhi
Gori mera dil kab se moti chura loon lab se
Baahon mein baahein daalo mujhko gale se laga lo
Tumhein dekh kar ho raha hai nasha
Agar ho gayi humse koi...