Yehi Armaan Lekar Lyrics - Shabab
Yehi Armaan Lekar Lyrics of Shabab (1954): This is a lovely song from Shabab starring Bharat Bhushan, Nutan, Badri Prasad, Yashodhara Katju and Shyam Kumar. It is sung by Mohammad Rafi and composed by Naushad. Shabab is a 1954 Hindi movie starring Bharat Bhushan, Nutan and Badri Prasad.
Yehi Armaan Lekar Lyrics
Yehi armaan lekar aaj
Apne ghar se hum nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Sitaron jagmagao tum
Baharon muskurao tum
Meri ujdi mohabbat ki
Hansi milkar udaao tum
Hansi milkar udaao tum
Jinhein sajde kiye humne
Jinhein sajde kiye humne
Woh patthar ke sanam nikle
Woh patthar ke sanam nikle
Jahan hai zindagi apni
Ussi kooche mein dum nikle
Tamanna hai yehi ab to
Mera sar ho tera dar ho
Na aansu koi aankhon mein
Na shikwa koi lab par ho
Na shikwa koi lab par ho
Agar yun maut aa jaaye
Agar yun maut aa jaaye
To apne dil se gham nikle
To apne dil se gham nikle
Yehi armaan lekar aaj
Apne ghar se hum nikle
Yehi Armaan Lekar Song Detail
Song: Yehi Armaan Lekar
Album: Shabab (1954)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Star Cast: Bharat Bhushan, Nutan, Badri Prasad etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana