Yeh Tanhai Haye Re Haye Lyrics - Tere Ghar Ke Samne


Yeh Tanhai Haye Re Haye Lyrics from Tere Ghar Ke Samne is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Yeh Tanhai Haye Re Haye song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by S D Burman. Tere Ghar Ke Samne is a 1963 Hindi movie starring Dev Anand, Nutan and Rajendra Nath.

Yeh Tanhai Haye Re Haye Lyrics - Tere Ghar Ke Samne

Yeh Tanhai Haye Re Haye Song Detail


Song: Yeh Tanhai Haye Re Haye
Album: Tere Ghar Ke Samne (1963)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dev Anand, Nutan, Rajendra Nath etc.

Yeh Tanhai Haye Re Haye Lyrics

Yeh tanhai haye re haye
Jaane phir aaye na aaye
Thaam lo baahein thaam lo bahein

Yeh tanhai haye re haye
Jaane phir aaye na aaye
Thaam lo baahein thaam lo bahein

Jhomo jhoom gaaun
Pyar se sharmaun
Ek nasha sa mujhe ho chala
Teri meri chahein roz badhi jaaye

Aur na toote kabhi silsila
Dekh teri meri ab ek dagariya
Thaam lo baahein thaam lo bahein
Thaam lo baahein

Yeh tanhai haye re haye
Jaane phir aaye na aaye
Thaam lo baahein thaam lo bahein

Aaj bane saathi deep aur baati
Jagmagayi meri zindagi
Paake tere saaye kaun aage jaaye
tu mila to mili har khushi
Tan man chamke hai jaise bijuriya Thaam lo baahein thaam lo bahein
Thaam lo baahein

Yeh tanhai haye re haye
Jaane phir aaye na aaye
Thaam lo baahein thaam lo bahein

Aaj samay aaya maine tujhe paya
Main lata hoon tere pyar ki
Phool naye laaun tujhko mehkaun
Main kali hoon tere haar ki
Pyar ki hamare amar ho umariya
Thaam lo baahein thaam lo bahein
Thaam lo baahein

Yeh tanhai haye re haye
Jaane phir aaye na aaye
Thaam lo baahein thaam lo bahein
Hmm hmm
Thaam lo baahein