Yeh Reshmi Zulfein Lyrics - Do Raaste


Yeh Reshmi Zulfein Lyrics from Do Raaste is Hindi song sung by Mohammed Rafi and music is given by Laxmikant Pyarelal. Yeh Reshmi Zulfein song lyrics are written by Anand Bakshi. Do Raaste is a 1969 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Mumtaz and Prem Chopra.

Yeh Reshmi Zulfein Lyrics - Do Raaste

Yeh Reshmi Zulfein Song Detail


Song: Yeh Reshmi Zulfein
Album: Do Raaste (1969)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra etc.

Yeh Reshmi Zulfein Lyrics

Yeh reshmi zulfein yeh sharbati aankhein
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Yeh reshmi zulfein yeh sharbati aankhein
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi

Jo yeh aankhein sharam se jhuk jayengi
Jo yeh aankhein sharam sey jhuk jayengi
Saari baatein yahin bas ruk jayengi
Chup rehna yeh afsana koyi inko na batlana

Ke inhein dekhkar pee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar pee rahe hain sabhi

Yeh reshmi zulfein yeh sharbati aankhein
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi

Zulfein magroor itni ho jayengi
Zulfein magroor itni ho jayengi
Dil ko tadpayengi jee ko tarsayengi
Yeh kar dengi deewana koyi inko na batlana
Ke inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi

Saare inki shikayat karte hain Saare inki shikayat karte hain
Phir bhi inse mohabbat karte hain
Yeh kya jaadu hai jaane
Phir chaak girehban deewane
Ke inhein dekhkar see rahe hain sabhi
Inhein dekhkar see rahe hain sabhi

Yeh reshmi zulfein yeh sharbati aankhein
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi
Inhein dekhkar jee rahe hain sabhi