Yeh Arzoo Thi Kabhi Hum Bahar Dekhenge Lyrics - Baarish
Yeh Arzoo Thi Kabhi Hum Bahar Dekhenge Lyrics of Baarish (1957): This is a lovely song from Baarish starring Dev Anand, Nutan, Jagdish Sethi and Mehmood. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by C Ramchandra. Baarish is a 1957 Hindi movie starring Dev Anand, Nutan and Jagdish Sethi.
Yeh Arzoo Thi Kabhi Hum Bahar Dekhenge Lyrics
Zindagi di thi jo jeene ka maza kyun na diya
Meri kismat mein yeh araam bata kyun na diya
Kyun na diya
Yeh arzoo thi kabhi hum bahar dekhenge
Yeh arzoo thi kabhi hum bahar dekhenge
Kise pata tha khiza baar baar dekhenge
Karar pa ke bhi kismat mein bekarari hai
Karar pa ke bhi kismat mein bekarari hai
Woh aur honge jo jee ka karar dekhenge
Woh aur honge jo jee ka karar dekhenge
Abhi to pyar ka ik khwaab humne dekha hai
Abhi to pyar ka ik khwaab humne dekha hai
Gale mein kab teri baahon ka haar dekhenge
Gale mein kab teri baahon ka haar dekhenge
Tera milaap judaai se kam nahin hai sanam
Tera milaap judaai se kam nahin hai sanam
Tamaam umra tera intezar dekhenge
Tamaam umra tera intezar dekhenge
Yeh arzoo thi kabhi hum bahar dekhenge
Yeh Arzoo Thi Kabhi Hum Bahar Dekhenge Song Detail
Song: Yeh Arzoo Thi Kabhi Hum Bahar Dekhenge
Album: Baarish (1957)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: C. Ramchandra
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Dev Anand, Nutan, Jagdish Sethi etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana