Ye Bata Do Piya Lyrics - Cigarette Ki Tarah


Ye Bata Do Piya Lyrics from the movie Cigarette Ki Tarah is sung by Shweta Pandit and Sudeep Banerjee, its music is composed by Viraj Sawant and lyrics are written by Kaushal Kishore. Cigarette Ki Tarah is a 2012 Hindi movie starring Bhoop Yaduvanshi, Prashant Narayanan and Uvika Chaudhary.

Ye Bata Do Piya Lyrics - Cigarette Ki Tarah

Ye Bata Do Piya Song Detail


Song: Ye Bata Do Piya
Album: Cigarette Ki Tarah (2012)
Singer: Shweta Pandit, Sudeep Banerjee
Musician: Viraj Sawant
Lyricist: Kaushal Kishore
Star Cast: Bhoop Yaduvanshi, Prashant Narayanan, Uvika Chaudhary etc.

Ye Bata Do Piya Lyrics

Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann
Yeh bata do piya
Kyon chhala mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan

Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann
Yeh bata do piya
Kyon chhala mera mann

[mera mann]

Kashmalash hai yehi
Kya karoon kya mani

Kashmalash hai yehi
Kya karoon kya mani
Tum bharam hi mera
Tu hi mera yakeen
Apne hi khwaabon se
Jal na jaaoon kahin
Jal na jaaoon kahin
Kya karoon kya mani

Dar raha hai sajan Mera man mera mann
Dar raha hai sajan
Mera man mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan

Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan

Zindagi tum mujhe
Le ke aayi kahan
Har ghadi har jagah
Yaadon ka hai dhuan
Meri saanson pe hai
Teri pachhaaiyan
Teri pachhaaiyan
Le ke aayi kahan
Ab kare kya jatan
Mera mann, mera mann
Ab kare kya jatan
Mera mann, mera mann
Kuchh bhi bhaaye nahi
Hai yeh kaisi lagan

Yeh bata do piya
Kyon chhala mera mann
Ye bata do piya
Kyon chhala mera mann