Yaari Hai Imaan Mera Lyrics - Zanjeer


Yaari Hai Imaan Mera Lyrics from Zanjeer is Hindi song sung by Manna Dey. Yaari Hai Imaan Mera song lyrics are written by Gulshan Bawra, its music is given by Kalyanji and Anandji. Zanjeer is a 1973 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan and Pran.

Yaari Hai Imaan Mera Lyrics - Zanjeer

Yaari Hai Imaan Mera Song Detail


Song: Yaari Hai Imaan Mera
Album: Zanjeer (1973)
Singer: Manna Dey
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Pran etc.

Yaari Hai Imaan Mera Lyrics

Gar khuda mujhse kahe
Gar khuda mujhse kahe
Kuchh maang aye bande mere
Main yeh maangun
Main yeh maangun
Mehfilon ke daur yoon chalte rahein
Hum pyala hum niwala humsafar humraz hon
Ta qayamat
Ta qayamat jo chiragon ki tarah jalte rahein

Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi

Arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Pyar ho bandon se yeh ho
Pyar ho bandon se yeh
Sabse badi hai bandagi

Yaari hai
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi

Saaz-e-dil chhedo jahan mein
Saaz-e-dil chhedo jahan mein
Pyar ki goonje sada
Aye saaz-e-dil chhedo jahan mein
Pyar ki goonje sada Jin dilon mein pyar hai
Unpe bahaarein hon fida
Pyar leke noor aaya
Pyar leke noor aaya pyar leke saadgi

Yaari hai
Arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi

Arre jaan bhi jaaye agar
Jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaron gham nahi
Aye jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaron gham nahi
Apne hote yaar ho gamgeen matlab hum nahi

Hum jahan hain us jagah
Hum jahan hain us jagah
Jhoomegi naachegi khushi

Yaari hai
Arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi

Gule gulzar kyun bezaar nazar aata hai
Gule gulzar kyun bezaar nazar aata hai
Chashme bad ka shikar yaar nazar aata hai
Chhupa na humse zara haale dil suna de tu
Teri hansi ki keemat kya hai yeh bata de tu
Teri hansi ki keemat kya hai yeh bata de tu

Kahe to aasmaan se chaand taare le aaun
Haseen jawan aur dilkash nazaare le aaun
Oye oye kurbaan
Tera mamnoon hoon
Tera mamnoon hoon toone nibhaya yaarana
Teri hansi hai aaj sabse bada nazrana
Teri hansi hai aaj sabse bada nazrana

Yaar ke hanste hi
Yaar ke hanste hi
Mehfil pe jawani aa gayi aa gayi

Yaari hai imaan mera
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Ho yaari hai imaan mera yaar meri zindagi

Loshe kurbaan kurbaan