Ya Ali Reham Ali Lyrics - Gangster


Ya Ali Reham Ali Lyrics from Gangster is Hindi song sung by Zubeen Garg and music is given by Pritam Chakraborty. Ya Ali Reham Ali song lyrics are written by Sayeed Quadri. Gangster is a 2006 Hindi movie starring Kangana Ranaut, Emraan Hashmi and Shiney Ahuja.

Ya Ali Reham Ali Lyrics - Gangster

Ya Ali Reham Ali Song Detail


Song: Ya Ali Reham Ali
Album: Gangster (2006)
Singer: Zubeen Garg
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Sayeed Quadri
Star Cast: Kangana Ranaut, Emraan Hashmi, Shiney Ahuja etc.

Ya Ali Reham Ali Lyrics

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe kurban hain sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Ishq pe haan mita doon luta doon
Main apni khudi
Yaar pe haan luta doon mita doon
Main yeh hasti

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe kurban hain sabhi

Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi

Mujhe kuchh pal de fursat ke
Faki humpe chahat ke
Rahe bechain dil kab tak
Milein kuchh pal to rahat ke
Chahat pe ishq pe haan
Mita doon luta doon main apni khudi
Yaar pe haan luta doon mita doon
Main yeh hasti

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe kurban hain sabhi Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi

Bina tere na ik pal ho
Na bin tere kabhi kal ho
Yeh dil ban jaaye pathar ka
Na ismein koyi halchal ho
Sanam pe haan ishq pe haan
Mita doon luta doon main apni khudi
Kasam se haan luta doon mita doon
Main yeh hasti

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe kurban hain sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi