Woh Ek Nigah Kya Mili Lyrics - Half Ticket


Woh Ek Nigah Kya Mili Lyrics from Half Ticket is Hindi song sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar and music is given by Salil Chowdhury. Woh Ek Nigah Kya Mili song lyrics are written by Shailendra. Half Ticket is a 1962 Hindi movie starring Madhubala, Kishore Kumar and Pran.

Woh Ek Nigah Kya Mili Lyrics - Half Ticket

Woh Ek Nigah Kya Mili Song Detail


Song: Woh Ek Nigah Kya Mili
Album: Half Ticket (1962)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Musician: Salil Chowdhury
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Madhubala, Kishore Kumar, Pran etc.

Woh Ek Nigah Kya Mili Lyrics

Woh mere peechhe hath dhoke pada hai
Bacha le mujhe bacha le mujhe
Woh mere peechhe hath dhoke pada hai
Bacha le mujhe bacha le mujhe

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Zara woh muskura diye
Shamayein jaise jal gayi

Zara woh muskura diye
Shamayein jaise jal gayi

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi

Kabse dil ko is ghadi ka intezar tha
Shaamo sehar mera pyaar bekaraar tha
Kabse dil ko is ghadi ka intezar tha
Shaamo sehar mera pyaar bekaraar tha

Hey hey sitara woh chamak utha
To kismtein badal gayi Sitara woh chamak utha
To kismtein badal gayi

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi

Meeta meetha lailaaj ek dard tha
Kya bataun dil ko mere kaisa marz tha
Meeta meetha lailaaj ek dard tha
Kya bataun dil ko mere kaisa marz tha
Hey hey mareeze ishq jee sakenge
Haalatein sambhal gayi
Mareeze ishq jee sakenge
Haalatein sambhal gayi

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi

Jee phira ke yaar mein kaisi bekasi
Kaise paas aayein raah soojhti na thi
Jee phira ke yaar mein kaisi bekasi
Kaise paas aayein raah soojhti na thi

Tera hazaar shukriya
Musibatein woh tal gayi
Tera hazaar shukriya
Musibatein woh tal gayi

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Zara woh muskura diye
Shamayein jaise jal gayi
Zara woh muskura diye
Shamayein jaise jal gayi

Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi
Woh ek nigah kya mili
Tabiyatein machal gayi