Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics - Kagaz Ke Phool
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics of Kagaz Ke Phool (1959) is penned by Kaifi Azmi, it's composed by S D Burman and sung by Geeta Dutt. Kagaz Ke Phool is a 1959 Hindi movie starring Guru Dutt, Waheeda Rehman and Baby Naaz.
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Bekarar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Bekarar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Tum bhi kho gaye, hum bhi kho gaye
Ek raah par chalke do kadam
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Jaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Jaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khwaab dum-ba-dum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya
Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Song Detail
Song: Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Album: Kagaz Ke Phool (1959)
Singer: Geeta Dutt
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Guru Dutt, Waheeda Rehman, Baby Naaz etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana