Wafa Jo Na Ki To Lyrics - Muqaddar Ka Sikandar


Wafa Jo Na Ki To Lyrics from Muqaddar Ka Sikandar is sung by Hemlata. Wafa Jo Na Ki To song lyrics are written by Anjaan while its music is given by Kalyanji Anandji. Muqaddar Ka Sikandar is a 1978 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Rekha and Vinod Khanna.

Wafa Jo Na Ki To Lyrics - Muqaddar Ka Sikandar

Wafa Jo Na Ki To Song Detail


Song: Wafa Jo Na Ki To
Album: Muqaddar Ka Sikandar (1978)
Singer: Hemlata
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Rekha, Vinod Khanna etc.

Wafa Jo Na Ki To Lyrics

Manzoor nahi meri mohabbat to kya hua
Aye dost dushmani nibhane ke liye aa
Mana tere karam ke to kaabil nahi rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhaane ke liye aa

Wafa jo na ki to jafa bhi na keeje
Wafa jo na ki to jafa bhi na keeje
Sitam jaan-e-man is tarah bhi na keeje
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jayein
Wafa aa aa

Tumhein jabse dekha mujhe yoon laga
Ke kashti ko apna khuda mil gaya
Ibaadat mere dil ne ki is tarah
Mere dil ko jaise khuda mil gaya

Dua aa aa
Dua jo na di bad-dua bhi na deeje
Sitam jaan-e-man is tarah bhi na keeje
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Ke marne ki tamanna mein Kahin jee na jayein
Wafa aa aa

Nahi ishq humse nahi na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya karein
Hai mar mar ke jeene ki aadat humein
Tumhari bala se jiyein ya marein

Bhala aa aa
Bhala na kiya to bura bhi na keeje
Sitam jaan-e-man is tarah bhi na keeje
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Wafa aa aa

Wafa jo na ki to jafa bhi na keeje
Sitam jaan-e-man is tarah bhi na keeje
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Ke marne ki tamanna mein
Kahin jee na jayein
Wafa aa aa