Veriya Ve Kiya Kya Kasoor Lyrics - Naam




Veriya Ve Kiya Kya Kasoor Lyrics from Naam is sung by Lata Mangeshkar. Veriya Ve Kiya Kya Kasoor song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Naam is a 1986 Hindi movie starring Kumar Gaurav, Poonam Dhillon and Sanjay Dutt.

Veriya Ve Kiya Kya Kasoor Lyrics

Jinniyan tann mere laggiyan
Tainu ik lage te tu jaane
Ghulam Farida dil othe deiye
Jithe agla kadar vi jaane

Veriya ve ho ho kiya kya kasoor maine tera ve
Veriya ve
Chahe jo sulook kar mujhe manzoor par
Jurm zaroor dass mera ve
Veriya ve ho ho kiya kya kasoor maine tera ve
Veriya ve


Ankhiyon mein bas ke ankhiyon se dass ke
Leta nahi hans ke salaam tu
Itna to kaam kar mujhe badnam kar
Koyi bhi laga ke ilzaam tu
Kar kuchh bahana kaun sa na maana
Hukam hujoor dass tera ve
Veriya ve ho ho kiya kya kasoor maine tera ve
Veriya ve

Achcha kiya toone tod diya toone
Dil mera bada magroor tha
Apni wafa pe sharam haya pe
Kabhi mujhe itna guroor tha
Kadmon mein tere rakh diya sar le
Toota guroor bas mera ve
Veriya ve ho ho kiya kya kasoor maine tera ve
Veriya ve

Yahan nahi chalta zor dilon ka
Yahan dastoor chalte hain
Gall sunn sajna chal mere balma
Duniya se door chalte hain
Yahan nahi rehna itna tu kehna
Kar manzoor bas mera ve
Veriya ve ho ho kiya kya kasoor maine tera ve
Veriya ve, veriya ve, veriya ve, veriya ve




Veriya Ve Kiya Kya Kasoor Song Detail


Song: Veriya Ve Kiya Kya Kasoor
Album: Naam (1986)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sanjay Dutt etc.