Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Lyrics - Kahin Din Kahin Raat


Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Lyrics from Kahin Din Kahin Raat is Hindi song sung by Mahendra Jaiswal. Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat song lyrics are written by S H Bihari, its music is given by O P Nayyar. Kahin Din Kahin Raat is a 1968 Hindi movie starring Biswajeet, Sapna and Helen.

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Lyrics - Kahin Din Kahin Raat

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Song Detail


Song: Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat
Album: Kahin Din Kahin Raat (1968)
Singer: Mahendra Jaiswal
Musician: O. P. Nayyar
Lyricist: S. H. Bihari
Star Cast: Biswajeet, Sapna, Helen etc.

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Lyrics

Tumhare ye nakhre tumhari shararat
Tumhare ye nakhre tumhari shararat
Mujhe to yakeen hai kabhi
Meri jaan leke rahenge
Tumhare ye nakhre

Ye hasne ka andaaz sabse juda
Kanwal jheel mein jaise khilta hua
Ye hasne ka andaaz sabse juda
Kanwal jheel mein jaise khilta hua

Kahin bhi na dekha

Kahin bhi na dekha
Kahin bhi na paaya
Jahan mein tumhare siwa hoye

Tumhare ye nakhre tumhari shararat
Mujhe to yakeen hai kabhi
Meri jaan leke rahenge
Tumhare ye nakhre

Nazar mein jawani ki ye roshni
Ke paani pe hai khelti chandni
Nazar mein jawani ki ye roshni
Ke paani pe hai khelti chandni
Salamat raho tum Salamat raho tum meri jaan jaaye
Yehi hai khuda se dua hoye

Tumhare ye nakhre tumhari shararat
Mujhe to yakeen hai kabhi
Meri jaan leke rahenge
Tumhare ye nakhre