Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua Lyrics - Armaan
Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua song belongs to the Honey Irani's film Armaan starring Amitabh Bachchan, Anil Kapoor, Preity Zinta and Gracy Singh. Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua Lyrics are penned by Javed Akhtar while this track is sung by Roop Kumar Rathod and Shreya Ghoshal. Armaan is a 2003 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Anil Kapoor and Preity Zinta.
![Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua Lyrics - Armaan](https://www.lyricsoff.com/images/common/no-preview-large.png)
Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua Song Detail
Song: Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua
Album: Armaan (2003)
Singer: Roop Kumar Rathod, Shreya Ghoshal
Musician: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Amitabh Bachchan, Anil Kapoor, Preity Zinta etc.
Tu Hi Bata Zindagi Jo Bhi Hua Kyon Hua Lyrics
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Khoyi hai kyun har khushi, kiski lagi bad-dua
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Khoyi hai kyun har khushi, kiski lagi bad-dua
Kise kise jawaab doon
Bujha bujha yeh dil hai kyun
Kya main kahoon bikhra kyun sapna mera
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Pheeke pheeke din, kaali raatein
Aansuon ke jaisi barsatein
Pheeke pheeke din, kaali raatein
Aansuon ke jaisi barsatein
Poochhe mujhse jo dil ki baatein
Kya main kahoon dard kyun dil ko mila
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Soona soona sa hai ab yeh mann
Doobi doobi si hai ab dhadkan
Soona soona sa hai ab yeh mann
Doobi doobi si hai ab dhadkan
Jaaoon kahan ab yehi hai ulajhan
Kya main kahoon khoya kyun rasta mera
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Khoyi hai kyun har khushi, kiski lagi bad-dua
Kise kise jawaab doon
Bujha bujha yeh dil hai kyun
Kya main kahoon bikhra kyun sapna mera
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua
Tu hi bata zindagi jo bhi hua kyon hua..
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor