Tez Dhaar Lyrics - Musafir


Tez Dhaar Lyrics from Musafir is Hindi song sung by Sanjay Dutt. Tez Dhaar song lyrics are written by Dev Kohli, its music is given by Shekhar Ravjiani and Vishal Dadlani. Musafir is a 2004 Hindi movie starring Anil Kapoor, Sanjay Dutt and Sameera Reddy.

Tez Dhaar Lyrics - Musafir

Tez Dhaar Song Detail


Song: Tez Dhaar
Album: Musafir (2004)
Singer: Sanjay Dutt
Musician: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Anil Kapoor, Sanjay Dutt, Sameera Reddy etc.

Tez Dhaar Lyrics

Huh ab jacket pehno
Bike nikalo Goa jao
Petrol ka paisa raste mein nashta
Dimaag ka bheja fry

Na raste ka bharosa
Na mausam ka bharosa
Kaun bharega paisa
Kaun khayega goli haan
Main ha ha ha nahi

Apna bas ek asool hai

Jo saare jahan kabool hai
Apna bas ek asool hai
Saare jahan kabool hai

Jaan jaaye to jaan jaaye
Par mera maal na jaaye
Maal jaaye to kisi na kisi ki
Jaan jaaye

Koi rehmat maange
Koi mohlat maange
Koi rehmat maange
Koi mohlat maange

Apna ka ek hi jawab hai yaar Tez dhaar tez dhaar
Tez dhaar bas tez dhaar

Kitna samjhaaya hero ko
Is desh mein har Hindustani ka
Favourite time pass hai
Gaana aur bajana
Aur na hi tu gaane ke liye rukega
Na bajane ke liye letega
Lekin woh saala ruk gaya
Aur billa ka dil dukh gaya

Paison ki kya hai keemat
Keemat to bas jaan ki hai
Mere paison ki keemat ha ha
Bas jaan hi hai

Seenazori chori ya haram khori
Apna ka ek hi jawab hai yaar
Tez dhaar tez dhaar
Tez dhaar bas tez dhaar

Jaan bach gayi to neend chali jayegi
Neend kabhi aa bhi gayi to
Cheekhta hua darta hua
Kaanpta hua jagega tu
Baar baar tez dhaar tez dhaar

Bol kahan chhupega kahan chhupega bol
Bol kahan chhupega kahan chhupega
Aisi koyi jagah nahi jahan bachega
Bol kahan chhupega bol kahan chhupega

Abe saale takdeer teri chhutti pe hai
Maut tere sar pe hai
Lekin baatein aisi karta hai
Jaise zindagi tere bistar pe hai

Main bolun aaj tu bole kal
To bas tez dhaar
Zindagi aur maut ke beech
Ek pal aur yeh tez tez dhaar

Seenazori chori ya haram khori
Apna ka ek hi jawab hai yaar
Tez dhaar tez dhaar
Tez dhaar tez dhaar tez dhaar
Tez tez ta ta ta tez dhaar

Kya karta boss public ki demand thi
To billa ko aana hi pada
Kahani khatam hone ko aayi
Aur ab tak saala action shuru hi nahi huwa
Ab main aa gaya hoon na
Ab dikhata hoon tamasha
Dikhata hoon tere ko Bipasha samjha