Tere Mere Hothon Pe Lyrics - Chandni
Tere Mere Hothon Pe Lyrics is a lovely song from Chandni (1989). Lata Mangeshkar has sung this song and Anand Bakshi has written its lyrics while it's composed by Shiv-Hari Chandni is a 1989 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Sridevi and Vinod Khanna.
Tere Mere Hothon Pe Lyrics
Tere mere hothon pe meethe meethe geet mitwa
Aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwa
Tere mere hothon pe meethe meethe geet mitwa
Aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwa
Pehle pehle pyar ki pehli raat yaad rahegi
Phoolon ke is shehar ki mulakaat yaad rahegi
Kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet jaaye mitwa
Aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwa
Aankhiyon mein tu bas ja
Aankhiyon main band kar loon
Aankhiyon mein tu bas ja
Aankhiyon main band kar loon
Pehle in aankhiyon se baatein main chand kar loon
Teri inhi baaton ne liya mujhe jeet mitwa
Aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwa
Chhote chhote din raat
Chhote chhote din raat
Lambi lambi baatein hain
Jaldi hai kis baat ki
Badi mulaakatein hai
Baaton mulaakaton mein
Umar jaaye beet mitwa
Aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwa
Tere mere hothon pe meethe meethe geet mitwa
Aage aage chale hum
[Aage aage chale hum ]
Peechhe peechhe preet mitwa
[Peechhe peechhe preet mitwa]
Aage aage chale hum
[Aage aage chale hum ]
Peechhe peechhe preet mitwa
[Peechhe peechhe preet mitwa]
Tere Mere Hothon Pe Song Detail
Song: Tere Mere Hothon Pe
Album: Chandni (1989)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shiv-Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rishi Kapoor, Sridevi, Vinod Khanna etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana