Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Lyrics - Leader


Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Lyrics from Leader (1964): This is a lovely song from Leader starring Dilip Kumar, Vyjayantimala, Jayant and Sapru. It is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar and composed by Naushad. Leader is a 1964 Hindi movie starring Dilip Kumar, Vyjayantimala and Jayant.

Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Lyrics - Leader

Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Song Detail


Song: Tere Husn Ki Kya Tarif Karu
Album: Leader (1964)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Star Cast: Dilip Kumar, Vyjayantimala, Jayant etc.

Tere Husn Ki Kya Tarif Karu Lyrics

Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

Tere husn ki kya tarif karu
Tere husn ki
Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte hue bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

Mere dil mein kasak si hoti hai
Mere dil mein
Mere dil mein kasak si hoti hai
Tere raah se jab main guzarti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon

Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Koi dekh le tujhko ek nazar
Koi dekh le tujhko ek nazar Mar jaaye teri aankhon ki kasam
Main bhi hoon ajab ik deewana
Marta hoon na aahein bharta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Leti hai tamanna angdayi
Leti hai tamanna angdayi
Dil jaane kahan kho jata hai
Mahasoos yeh hota hai mujhko
Jaise main tera dam bharti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon

Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon