Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics - Patthar Ke Sanam


Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics from Patthar Ke Sanam (1968): This is a lovely song from Patthar Ke Sanam starring Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz and Pran. It is sung by Mukesh and composed by Laxmikant and Pyarelal. Patthar Ke Sanam is a 1968 Hindi movie starring Manoj Kumar, Waheeda Rehman and Mumtaz.

Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics - Patthar Ke Sanam

Tauba Yeh Matwali Chaal Song Detail


Song: Tauba Yeh Matwali Chaal
Album: Patthar Ke Sanam (1968)
Singer: Mukesh
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz etc.

Tauba Yeh Matwali Chaal Lyrics

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein

Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan
Tauba yeh matwali chaal

Sitam yeh adaon ki ranaiyan hain
Sitam yeh adaon ki ranaiyan hain
Qayamat hai kya teri angdaaiyan hain
Bahaar-e-chaman ho, ghata ho, dhanak ho
Bahaar-e-chaman ho, ghata ho, dhanak ho
Yeh sab teri soorat ki parchhaiyan hain
Ke tann se udta gulaal kahan
Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan
Tauba yeh matwali chaal

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan
Tauba yeh matwali chaal

Yehi dil mein hai, tere nazdeek aake
Yahi dil mein hai, tere nazdeek aake
Miloon teri palkon pe palkein jhuka ke
Jo tujhsa hansi saamne ho to kaise
Jo tujhsa hansi saamne ho to kaise
Chala jaaun pehlu mein dil ko bacha ke
Meri aisi majaal kahan

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan
Tauba yeh matwali chaal

Hoon main bhi deewanon ka ik Shahzada
Hoon main bhi deewanon ka ik Shahzada
Tujhe dekhkar ho gaya kuchh zyaada
Khuda ke liye mat bura maan jaana
Khuda ke liye mat bura maan jaana
Yeh lab chhoo liye hain yunhi be-irada
Nashe mein itna khayal kahan

Tauba yeh matwali chaal
Jhuk jaaye phoolon ki daal
Chaand aur sooraj aakar mangein
Tujhse rang-e-jamal
Haseena teri misaal kahan
Tauba yeh matwali chaal