Tanhaai Lyrics - Karle Pyaar Karle | Arijit Singh
Tanhaai Lyrics from upcoming film Karle Pyaar Karle. Arijit Singh and Rayyan has given their voice to this song. Karle Pyaar Karle is a 2014 Hindi movie starring Shiv Darshan, Hasleen Kaur and Aham Sharma.

Tanhaai Song Detail
Song: Tanhaai
Album: Karle Pyaar Karle (2014)
Singer: Arijit Singh, Rayyan
Musician: Suneel Darshan
Lyricist: Kumaar
Star Cast: Shiv Darshan, Hasleen Kaur, Aham Sharma etc.
Tanhaai Lyrics
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aankhein barasti rahin aksar judai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Tanhaai... Aai jo teri yaad tanhaai mein
Veeraniyan, parchaiyan
Tadpa gai ruswaaiyan..
Saanson mein ghulti
Saansein woh teri
Lauta de mujhko
Mehsoos karta hoon
Tu har kahin hai
Par tu nahin hai
Jeena lage saza ruswaai mein
Jeena lage saza ruswaai mein
Tanhaai... Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aisi adaa sabse juda
Dekhi nahin o bewafa
Mere jism-o-jaan mein
Tera hi junoon hai
Chheena kyun tune mera yeh sukun hai
Hasrat mein teri main jal raha hoon
Main jal raha hoon
Roya hoon teri is bewafai mein
Roya hoon teri is bewafai mein
Aankhein barasti rahin aksar judai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein