Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics - Geeta Mera Naam


Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics from Geeta Mera Naam is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Suniye Zara Dekhiye Na song lyrics are written by Rajendra Krishan, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Geeta Mera Naam is a 1974 Hindi movie starring Sunil Dutt, Feroz Khan and Sadhana.

Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics - Geeta Mera Naam

Suniye Zara Dekhiye Na Song Detail


Song: Suniye Zara Dekhiye Na
Album: Geeta Mera Naam (1974)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Sunil Dutt, Feroz Khan, Sadhana etc.

Suniye Zara Dekhiye Na Lyrics

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke
Saaye mein baithe hain

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke
Saaye mein baithe hain

Ji rukiye zara poochhiye na
Hum kaun hain kyun pyaar ke
Saaye mein baithe hain

Kehne ki nahi baat magar kehna hai

Kehne ki nahi baat magar kehna hai
Door aapse ab to nahi rehna hai
Ghar chhoda hai
Ghar chhoda hai yaar ke
Saaye mein baithe hain

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke
Saaye mein baithe hain

Dil kar baitha pyaar ajab mushkil hai
Dil kar baitha pyaar ajab mushkil hai
Haaye dard mohabbat ka bada katil hai
Majboor hai majboor hai talawar ke Saaye mein baithe hain

Suniye zara dekhiye na
Hum aapki deewar ke
Saaye mein baithe hain
Ji rukiye zara poochhiye na
Hum kaun hain kyun pyaar ke
Saaye mein baithe hain

Suniye