Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye Lyrics - Nagin
Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye Lyrics from Nagin is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye song lyrics are written by Rajendra Krishan, its music is given by Hemant Kumar. Nagin is a 1954 Hindi movie starring Vyjayanthimala, Pradeep Kumar and Jeevan.
Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye Lyrics
Sun ri sakhi more sajna bulaye
Mohe jaana hai pee ki nagariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Sun ri sakhi more sajna bulaye
Mohe jaana hai pee ki nagariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Chun chun bagiya se lao ri chameliya
Chun chun bagiya se lao ri chameliya
Kaliyon se meri sajao ri doliya
Kajra lagao maathe bindiya sajao
Mori rang do gulaabi chunariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Sun ri sakhi more sajna bulaye
Mohe jaana hai pee ki nagariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Bansi ki dhun mein
Bulaye mora chhaliya
Bansi ki dhun mein
Bulaye mora chhaliya
Lao ri kahan hai nigodi payaliya
Maang bharo mat der karo
Kahin rooth na jaaye sanwariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Sun ri sakhi more sajna bulaye
Mohe jaana hai pee ki nagariya
Ho mohe jaana hai pee ki nagariya
Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye Song Detail
Song: Sun Ri Sakhi More Sajna Bulaye
Album: Nagin (1954)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Jeevan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana