Sun Ri Pawan Pawan Purvaiya Lyrics - Anuraag
Sun Ri Pawan Pawan Purvaiya Lyrics of Anuraag (1972): This is a lovely song from Anuraag starring Vinod Mehra, Moushmi Chatterjee, Satyajit Puri and Madan Puri. It is sung by Lata Mangeshkar and composed by S D Burman. Anuraag is a 1972 Hindi movie starring Vinod Mehra, Moushmi Chatterjee and Satyajit Puri.
Sun Ri Pawan Pawan Purvaiya Lyrics
Sun ri pawan
Sun ri pawan, pawan purvaiya
Main hoon akeli, albeli tu saheli meri
Ban ja sathiya
Sun ri pawan, pawan purvaiya
Main hoon akeli, albeli tu saheli meri
Ban ja sathiya
Tu ban ja sathiya
Chal tu mera anchal thaam ke
Anjaane raste is gaanv ke
Chal tu mera anchal thaam ke
Anjaane raste is gaanv ke
Sathi hain yeh mere naam ke
Nain yeh nigode kis kaam ke
Dole mera man aise jaise naiya
Main hoon akeli, albeli tu saheli meri
Ban ja sathiya, tu ban ja sathiya
Koyi to ho aise kuchh baat jo
Giroon to pakad leve hath jo
Koyi to ho aise kuchh baat jo
Giroon to pakad leve hath jo
Hanse roye sada mere sath jo
Soye jaage sang din raat jo
Aise ho milan jaise dhoop chhaiyan
Main hoon akeli, albeli tu saheli meri
Ban ja sathiya
Sun ri pawan, pawan purvaiya
Main hoon akeli, albeli tu saheli meri
Ban ja sathiya, tu ban ja sathiya
Sun Ri Pawan Pawan Purvaiya Song Detail
Song: Sun Ri Pawan Pawan Purvaiya
Album: Anuraag (1972)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Vinod Mehra, Moushmi Chatterjee, Satyajit Puri etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana