Sun Le Tu Dil Ki Sada Lyrics - Tere Ghar Ke Samne
Sun Le Tu Dil Ki Sada Lyrics from Tere Ghar Ke Samne is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Sun Le Tu Dil Ki Sada song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by S D Burman. Tere Ghar Ke Samne is a 1963 Hindi movie starring Dev Anand, Nutan and Rajendra Nath.
Sun Le Tu Dil Ki Sada Song Detail
Song: Sun Le Tu Dil Ki Sada
Album: Tere Ghar Ke Samne (1963)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dev Anand, Nutan, Rajendra Nath etc.
Sun Le Tu Dil Ki Sada Lyrics
Sun le tu dil ki sada
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Haaye gusse ki jhalak
Loote sukh chain talak
Haaye gusse ki jhalak
Loote sukh chain talak
Aisi mehfil phir kahan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Meri awaz ka teer
Jayega dil ko bhi cheer
Meri awaz ka teer
Jayega dil ko bhi cheer
Khoye nafrat laaye ulfat
Yeh asar hai meharbaan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar rasta hai mera
Aisa raahi hoon tera
Pyar rasta hai mera
Aisa raahi hoon tera
Na rahun main na rahe tu
Par rahegi dastaan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Do dilon ki yeh lagan
Jaane dharti aur gagan
Do dilon ki yeh lagan
Jaane dharti aur gagan
Tu jahan hai main wahan hoon
Jism do hain ek jaan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Ho sun le tu dil ki sada
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Aaj tak jo bhi hua
Jhoothe jagdon ne kiya
Aaj tak jo bhi hua
Aaj tak jo bhi hua
Jhoothe jagdon ne kiya
Pyar hota to kuchh na hota
Na ujadte aashiyan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar jisne na kiya
Khaak duniya mein jiya
Pyar jisne na kiya
Pyar jisne na kiya
Khaak duniya mein jiya
Uska jeevan koyi jeevan
Jaise veeran bastiyan
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar jis dil mein jawan
Samjho bhagwan wahan
Pyar jis dil mein jawan
Pyar jis dil mein jawan
Samjho bhagwan wahan
Maan le tu aur samajh le
Dhadkanon ki yeh zuban
Sun le tu dil ki sada
Pyar se pyar saja
Sun le tu dil ki sada
Pyar dushman se badha
Tab hai jeene ka maza
Pyar dushman se badha
Pyar dushman se badha
Tab hai jeene ka maza
Yeh zameen bhi tu bana de
Ek milan ka aasmaan
Yeh zameen bhi tu bana de
Ek milan ka aasmaan
Yeh zameen bhi tu bana de
Ek milan ka aasmaan