Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen Lyrics - Madhumati

Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen Lyrics from Madhumati is Hindi song sung by Mukesh and music is given by Salil Chowdhury. Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen song lyrics are written by Shailendra. Madhumati is a 1958 fantasy, mystery, romantic Hindi movie starring Vyjayanthimala, Dilip Kumar, Pran and Johnny Walker. It is produced and directed by Bimal Roy. Lyrics of Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen song is given below.

Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen Lyrics - Madhumati

Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen Song Detail


Song: Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen
Album: Madhumati (1958)
Singer: Mukesh
Musician: Salil Chowdhury
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Vyjayanthimala, Dilip Kumar, Pran, Johnny Walker etc.
Director: Bimal Roy

Suhana Safar Aur Yeh Mausam Haseen Lyrics

Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Hamein dar hai hum kho na jayein kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen

Yeh kaun hasta hai phoolon mein chhup kar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Yeh kaun hasta hai phoolon mein chhup kar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Kahin gungun kahin rumjhum
Ke jaise naache zameen

Suhana safar aur yeh mausam haseen
Hamein dar hai hum kho na jayein kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen

Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar
Pyare pyare yeh nazare
Nikhar hai har kahin

Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Hamein dar hai hum kho na jayein kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen

Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Woh aasmaan jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha yahin par
Meri duniya mere sapne
Milege shayad yahin

Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Hamein dar hai hum kho na jayein kahin
Suhana safar aur yeh mausam haseen
Suhana safar aur yeh mausam haseen