Shukriya Shukriya Mere Piya Lyrics - Hamara Dil Aapke Paas Hai
Shukriya Shukriya Mere Piya Lyrics from Hamara Dil Aapke Paas Hai is sung by Udit Narayan and Alka Yagnik. Shukriya Shukriya Mere Piya song lyrics are written by Javed Akhtar while its music is given by Sanjeev Darshan. Hamara Dil Aapke Paas Hai is a 2000 Hindi movie starring Anil Kapoor, Aishwarya Rai and Sonali Bendre.

Shukriya Shukriya Mere Piya Song Detail
Song: Shukriya Shukriya Mere Piya
Album: Hamara Dil Aapke Paas Hai (2000)
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Musician: Sanjeev Darshan
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Anil Kapoor, Aishwarya Rai, Sonali Bendre etc.
Director: Satish Kaushik
Shukriya Shukriya Mere Piya Lyrics
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Jaage sapne jaage armaan
Jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya kya zamana
Tod har bandhan
Jaage sapne jaage armaan
Jaagi hai dhadkan
Tod har bandhan
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Kya kahun kya maine tumse milke paaya hai
Tum jo aaye zindagi mein rang aaya hai
Kya kahun kya maine tumse milke paaya hai
Tum jo aaye zindagi mein rang aaya hai
Aao tumko le chalun main dil ki raahon mein
Aaj humko manzilon ne khud bulaya hai
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Barkha badal choli anchal phool aur khushbu
Hum bhi yoon hi sath mein hain jaan le yeh tu
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Mere dil ka haal kya hai kya kahun tumse
Pyar itna paake mere hosh hain gumm se
Mere dil ka haal kya hai kya kahun tumse
Pyar itna paake mere hosh hain gumm se
Zindagi bhar pyar mera kam nahi hoga
Maang lo tum jaan bhi to gham nahi hoga
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Dharti ambar dariya sagar geet aur sargam
Mauj saahil rasta manzil sath hain yoon hum
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya
Shukriya shukriya shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the sabko jaga diya