Shokh Nazar Ki Bijliyan Lyrics - Woh Kaun Thi
Shokh Nazar Ki Bijliyan Lyrics from Woh Kaun Thi is sung by Asha Bhosle. Shokh Nazar Ki Bijliyan song lyrics are written by Raja Mehdi Ali Khan while its music is given by Madan Mohan. Woh Kaun Thi is a 1964 Hindi movie starring Manoj Kumar, Sadhana and Helen.
Shokh Nazar Ki Bijliyan Lyrics
Shokh nazar ki bijliyan
Dil pe mere giraaye ja
Mera na kuchh khayal kar
Tu yoon hi muskuraye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Jaag uthi hain aarzu
Jaise chiraag jal pade
Ab to wafa ki raah mein
Hum tere sath chal pade
Chahe hansaye ja humein
Chahe hamein rulaaye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Dil pe mere giraaye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Manzil-e-ishq door hai
Door bahut hi door hai
Aa mera hath thaam le
Rooh tahkan se choor hai
Apne jahan ko chhodkar
Mere jahan pe chhaye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Dil pe mere giraaye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Chain kahin kisi ghadi
Aaye na tere bin mujhe
Kaash main is jahaan se
Chheen loon ek din tujhe
Mai tere sath sath hoon
Chahe nazar bachaye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Dil pe mere giraaye ja
Mera na kuchh khayal kar
Tu yoon hi muskuraye ja
Shokh nazar ki bijliyan
Dil pe mere giraaye ja
Shokh Nazar Ki Bijliyan Song Detail
Song: Shokh Nazar Ki Bijliyan
Album: Woh Kaun Thi (1964)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Star Cast: Manoj Kumar, Sadhana, Helen etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana